Tuesday 2 December 2014

SAWAL NABIYON K BARE ME


SAWAL     
Woh kaun se Nabi hain jo apni zindagi men Qabr mubarak men let gaye aur wahin unki rooh kabz kar li gayi

JAWAB   Hazrat Haroon Alaihissalam
(Jazbulkuloob page 55 )

SAWAL     Woh kaunse 2 nabi hain jo Qayamat ke din ek Qabr se uthenge

JAWAB  NO  Huzoor ﷺ aur Hazrat Isa Alaihissalam
(Mishkat sharif jild 2 page 4, Mawahibulladunniya jild 1 page 10 )

Sawal     Jab Hazrat Fareeduddin Ganj e Shakar  ki mulaqaat Hazrat e Nizamuddin Auliya se huwi tab hazrat Nizamuddin ki umr kitni thi..?
(Ridwaanullahi ta'ala alaihim ajmaeen)

JAWAB   Us waqt Aapki umr shareef 20 saal thi.

SAWAL  NO   Sone se pehle ki koi ek sunnat tehreer karein

JAWAB  NO  Huzoor e Aqdas sallallahu alaihi wasallam qibla rukh hokar sote the aur apna seedhe hath ki hatheli  seedhe rukhsar k neeche rakh kar soya karte the... is tarah sona Huzoor e paak ki sunnat hai.



Dua me yaad rakhe
Amel qadri
Amelqadri@gmail.com

No comments:

Post a Comment