Tuesday 2 December 2014

NAMAZ K BAARE ME SAWALAT?


اعوذ بالله من الشيطان الرجيم

بِسْمِ ٱللهِ ٱلرَّحْمٰنِ ٱلرَّحِيم

الحمد لله ربّ العالمين‎

الصلاة والسلام على أشرف الأنبياء والمرسلين سيدنا محمد وعلى آله وصحبه أجمعين

Sawal: Namaz mein 2
sajde kyon kiye jate
hain?
Jawab: Jab ALLAH ne
farishton ko hukam
diya k ADAM
(Alaihis Salam) ko
sajda karo to Unho ne
sajda kiya,
Lekin IBLEES ne nahi
kiya to usko MARDOOD
qarar de kar
Jannat se nikal diya.
IBLEES ki yeh Halat
dekh kar FARISHTON
ne SAJDA-E-
SHUKAR Ada kiya or
kaha Ae ALLAH tera
Shukar hai k Tu ne
humen apna Hukam
baja Laane or apni
Ibadat karne ki
Taufeeq ata farmayi.
Wo 2 SAJDE Aaj tak
NAMAZ mein Ada kiye
ja rahe hein:
... 1. SAJDA-E-HUKAM
2. SAJDA-E-SHUKAR
1 Sahabi Ne Huzoor-E-
Pak Sallallaho Alaihi
Wasallam Se
Pucha,
"Humein Kaise Pata
Chalega Ki Hamari
Namaaz Qubool Ho
Gayi?"
Aap Sallaho Alaihi
n.Aalihi Wasallam Ne
Farmaya,
"Jab Tumhara Dil Agli
Namaaz Padhne Ka
Kahe Toh
Samajhna Ki Tumhari
Namaaz Qubool Ho

Dua me yaad rakhe
Amel qadri
Amelqadri@gmail.com

1 comment:

  1. As reported by Stanford Medical, It's in fact the ONLY reason women in this country live 10 years longer and weigh 42 pounds lighter than us.

    (And actually, it has absolutely NOTHING to do with genetics or some secret exercise and EVERYTHING related to "HOW" they eat.)

    P.S, What I said is "HOW", and not "what"...

    Tap on this link to discover if this quick quiz can help you unlock your true weight loss potential

    ReplyDelete